16 Eylül 2021 Perşembe

LAG JA GALE LYRICS - KEDARNATH - SUSHANT SINGH RAJPUT - SARA ALI KHAN

lag ja gale Lag Ja Gale Song Detail
Album : Kedarnath - Woh Kaun Thi?
Singer : Lata Mangeshkar
Musician : Madan Mohan
Written by: Raja Mehdi Ali Khan
Starring: Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan

LAG JA GALE LYRICS

Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir is Janam mein
Mulaaqaat Ho Na Ho

Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir is Janam mein
Mulaaqaat Ho Na Ho

Lag Ja Gale he he...

Humko Mili Hain Aaj Yeh
Ghadiyaan Naseeb Se
Jee Bhar Ke Dekh Lijiye
Humkok Qareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein
Yeh raat Ho Na Ho
Shaayad Phir is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho

Lag Ja Gale he he...

Paas Aayiye Ke hum Nahi
Aayenge Baar Baar
Baahain Gale Mein Daal Ke
Hum Ro le zaar zaar
Aankhon Se Phir Yeh Pyaar Ki
Barsaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale he he...

15 Eylül 2021 Çarşamba

SWAG SE SWAGAT LYRICS - TIGER ZINDA HAI - SALMAN KHAN - KATRINA KAIF

swag se swagat Swag Se Swagat Song Detail
Singer : Vishal Dadlani, Neha Bhasin
Album : Tiger Zinda Hai
Lyricist : Irshad Kamil
Music : Vishal-Shekhar
Language : Hindi
Starring: Salman Khan, Katrina Kaif

SWAG SE SWAGAT LYRICS

Listen close to what I gotta say.
Cause you know there ain’t no other way
Love is the message

You ready?
Let’s go

Yeah.. we can make it better.
Yeah.. when we come together.
Yeah.. all you got is me.
Yeah.. all I got is you!

Ishq se aage?
Kuch nahi kuch nahi kuch…
Ishq se behtar?
Kuch nahi kuch nahi kuch…
Ishq se upar?
Kuch nahi kuch nahi kuch…
Ishq bina hum kuch nahi…

Ishq se uncha?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq se badhkar?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq se accha?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq bina hum kuch nahi…

Chaahe jo aaye
Leke dil mein ishq mohabbat
Sabko gale lagaana
Apne culture ki hai aadat
Swag se karenge sabka swagat!
Swag se karenge sabka swagat!

Milke chalta chal
Masle karke hal
Behtar hoga kal
Ye sabse kahte rehna

Rehna banke dil
Dil hi hai manzil
Manzil pe tu mill
Sab sabka hai kehna kehna

Chaahe jo aaye
Leke dil mein ishq ibaadat
Sabko gale lagaana
Apne culture ki hai aadat
Swag se karenge sabka swagat!

Ya’ll ready to bring the riff back?

Swag se karenge sabka swagat!

Hey.. ishq se pyara?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq se umdaa?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq se asaan?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq bina hum kuch nahi…

Ishq se meetha?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq se gehra?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq se taaza?
Kuch nahi kuch nahi kuch
Ishq bina hum kuch nahi…

Insaan hai insaan jag mein
Jab tak ishq salaamat
Sabko gale lagaana
Apne culture ki hai aadat
Swag se karenge sabka swagat!

Swag se karenge sabka swagat!

Swag se karenge sabka swagat!

Written by:
Irshad Kamil

JABRA FAN LYRICS - FAN - SHAH RUKH KHAN

jabra fan Jabra Fan Song Detail
Singer : Nakash Aziz
Album : Tiger Zinda Hai
Lyricist : Varun Grover
Music : Vishal-Shekhar
Language : Hindi
Starring: Shah Rukh Khan

JABRA FAN LYRICS

Gharwaale bhi na mere
Samajhte nahi hain kabhi kabhi
Wo sirf star nahi, duniya hai meri

Follow karun Twitter pe
Tag karun Facebook pe
Tere quiz mein Google ko beat kar diya (x2)

Mirror mein tu dikhta hai
Neend mein tu tikk ta hai
Tere madness ne mujhe dhet kar diya

Tu hai sodde ke botal
Main banta tera
Main toh handle karun
Har tanta tera
Mere dil ke mobile ka tu unlimited plan ho gaya

Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya
Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya
O tujhe dekhte hi dil mein dhan te nan ho gaya
Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya

Maine tujhpe, kari PhD
Mera luck mera haq, tu hi only wajah
Maine tujhpe, kari PhD
Mera luck mera haq, tu hi only wajah
Main toh sacchi, ho jaaun touchy
Koi tere jo baare mein bole bura

Tera yaar haaye
Mujhko bukhar haaye
Jaane saari colony mein
Tere liye insane ho gaya

Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya
Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya
O tujhe dekhte hi dil mein dhan te nan ho gaya
Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya

Style tera phatte hai
Tujhpe khele satte hain
Tujhse hi wifi connection judaa

Tere tak jo aati hai
Line saari taapi hai
Koi kitna bhi roke, main toh na ruka
Tune jo jo kaha, maine ditto kiya

Kabhi jeb mein rakha
Kabhi dil pe liya
Teri aankhon ki garmi mein
Sar se, per tak, tan ho gaya

Main tera (dhiss!!)
Oh tera, oh tera (aahh!!)
Fan ho gaya..

Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya
O tujhe dekhte hi dil mein dhan te nan ho gaya
Main tera haaye re jabra
Hoye re jabra fan ho gaya

Written by:
Varun Grover

14 Eylül 2021 Salı

DIL DIYAN GALLAN LYRICS - TIGER ZINDA HAI - SALMAN KHAN - KATRINA KAIF

dil diyan gallan Dil Diyan Gallan Song Detail
Singer : Atif Aslam
Album : Tiger Zinda Hai
Lyricist : Irshad Kamil
Music : Vishal-Shekhar
Language : Hindi
Starring: Salman Khan, Katrina Kaif

DIL DIYAN GALLAN LYRICS

Kacchi doriyon, doriyon, doriyon se
Mainu tu baandh le
Pakki yaariyon, yaariyon, yaariyon mein
Honde na faasley

Eh naraazgi kaagzi saari teri
Mere sohneya sunn le meri

Dil diyan gallan
Karaange naal naal beh ke
Ankh naal ankh nu milaa ke

Dil diyan gallan haaye…
Karaange roz roz beh ke
Sacchiyan mohabbataan nibha ke

Sataaye mainu kyun
Dikhaaye mainu kyun
Aivein jhuthi mutthi russ ke rusaake

Dil diyan gallan haaye
Karaange naal naal beh ke
Ankh naal ankh nu mila ke

Tenu lakhan ton chhupa ke rakhaan
Akkhaan te sajaa ke tu ae meri wafaa
Rakh apna bana ke
Main tere layi aan
Tere layi aan yaaran
Naa paavin kade dooriyan (x2)

Main jeena haan tera…
Main jeena haan tera
Tu jeena hai mera
Dass lena ki nakhra dikha ke

Dil diyan gallan
Karaange naal naal beh ke
Akh naal akh nu mila ke

Dil diyan gallan…

Raatan kaaliyan, kaaliyan, kaaliyan ne
Mere din saanwale
Mere haaniyan, haaniyan, haaniyan je
Lagge tu na gale

Mera aasmaan mausamaan di na sune
Koi khwaab na poora baney

Dil diyan gallan
Karange naal naal beh ke
Akh naal akh nu mila ke

Pataa hai mainu kyun chupa ke dekhe tu
Mere naam se naam mila ke

Dil diyan gallan
Karange naal naal beh ke
Akh naal akh nu mila ke

Dil diyan gallan…

Written by:
Irshad Kamil

MERE NAAM TU LYRICS - ZERO - SHAH RUKH KHAN - ANUSHKA SHARMA - KATRINA KAIF

mere naam tu Mere Naam Tu Song Detail
Singer : Abhay Jodhpurkar
Album : Zero
Lyricist : Irshad Kamil
Music : Ajay-Atul
Language : Hindi
Starring: Shah Rukh Khan, Anushka Sharma, Katrina Kaif

MERE NAAM TU LYRICS

Woh rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere hoth ke rang se hubahu
Woh khushboo kya khushboo
Thehre na jo teri saanwari zulf ke rubaru

Tere aage ye duniya hai pheeki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Ab ye zaahir sar-e-aam hai, elaan hai

Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main
Thoda sa ziddi hoon
Thoda pagal bhi hoon main

Barkha bijli baadal jhoothe
Jhoothi phoolon ki saugatein
Sacchi tu hai saccha main hoon
Sacchi apne dil ki baatein

Dastkhat haathon se haathon pe kar de tu
Naa kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna bada kaam hai, elaan hai

Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Mere hi ghere mein ghoomegi har pal tu aise
Sooraj ke ghere me rehti hai dharti ye jaise
Paayegi tu khudko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa

Tukde kar chaahe khaabon ke tu mere
Tootenge bhi toh rehne hain woh tere
Tujhko bhi toh ye ilhaam hai
Elaan hai…

Written by:
Irshad Kamil

10 Eylül 2021 Cuma

BABY KO BASS PASAND HAI LYRICS - SULTAN - SALMAN KHAN - ANUSHKA SHARMA

baby ko bass pasand hai Baby Ko Bass Pasand Hai Song Detail
Singer : Badshah - Ishita - Shalmali Kholgade
Album : Sultan
Lyricist : Irshad Kamil
Music : Vishal Dadlani
Language : Hindi
Starring: Salman Khan, Anushka Sharma

BABY KO BASS PASAND HAI LYRICS

Re lakk-dhak lakk-dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji
Re anpadh angadh jaat uthaaye
Uske to nakhre ji
Wo likhi padhi
Wo laal chhadi
Wo hukam kare
Bas khadi khadi
Bohraya sa jaat kare
Hain ji, hain ji, hain ji!

Re lakk-dhak lakk-dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji

Uski ankhiyan English bole
Meri anpadh ankhiyan re..
Baithe baithe la gayi dekho
Dil ko mere thagiyaan re
Haaye mere paas se hoke
Phir wo DJ se jaake boli
Bhaiya tu decide kariyo
Ab beat chale ya goli
Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Jab wo naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Haaye re mere bhole panchi
Padh na ulti pattiyan re
Bhool na mere saath khadi hain
Meri solah sakhiyan re
Tere jaise bade choudhary
Dekhe hain marjaane
Song suna ke English ke
Jo daale desi daane
Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai..

Baby ko bass pasand hai..

Hey jaane ye kaisa asar hua hai
Hashar hua hai dil ka jo
Tujhe hai dekha
Jaise hun bhoola baaki sari duniya ko

Seamlessly piche tu pada hai
Definitely dheeth bada hai
Khud ko tu samjhe cool bada hai
Par fool bada hai..
Gusse mein red red ye face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Haaye.. baby ko bass pasand hai

Now chori wanting dance
But chora want romance
So chora bole DJ se
Je you no taking chance

Dono haath hawaa mein karke naachein
Chori ghani se modern
Baby se jo panga lega ho jayegi problem

Chori chori hit se fire se
Sab ladko ki desire se
Yo chalta phirta fashion show
Baby bajli ki nangi wire se
Main paagal ho gaya tere piche
Dil mera teri heal ki niche
Takk takk bajti je dance floor pe
Aankhein meeche.. aankhein meeche…

Speaker ka volume usko tej pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Ho Baby, baby ko bass pasand hai
Jab wo naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Uh! Baby ko bass pasand hai

Re lakk-dhak lakk-dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji..
Baby ko bass pasand hai
Re lakk-dhak lakk-dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji..
Uh! Baby ko bass pasand hai

9 Eylül 2021 Perşembe

GILEHRIYAAN LYRICS - DANGAL - AAMIR KHAN - FATIMA SANA SHAIKH

gilehriyaan Gilehriyaan Song Detail
Singer : Jonita Gandhi
Album : Dangal
Lyricist : Amitabh Bhattacharya
Music : Pritam
Language : Hindi
Music Label : Zee Music Company
Starring: Aamir Khan, Sakshi Tanwar, Fatima Sana Shaikh, Sanya Malhotra, Aparshakti Khurana

GILEHRIYAAN LYRICS

Rang badal badal ke
Kyun chahak rahe hain
Din dupehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Rang badal badal ke
Kyun chahak rahe hain
Din dupehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan

Main jaanu na, jaanu na
Kyun zara sa mausam sirphira hai
Ya mera mood maskhara hai, maskhara hai
Jo zayka manmaniyon ka hai
Wo kaisa ras bhara hai

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun hazaare gulmohar se
Bhar gayi hai khwahishon ki tehniyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na

Ha… hey hey ho…

Ek nayi si dosti aasmaan se ho gayi
Zameen mujhse jal ke
Munh bana ke bole
Tu bigad rahi hai

Zindagi bhi aaj kal
Gintiyon se oob ke
Ganit ke aankdon ke saath
Ik aadha shair padh rahi hai

Main sahi ghalat ke piche
Chhod ke chali kachehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan

Main jaanu na, jaanu na
Kyun zara sa mausam sirphira hai
Ya mera mood maskhara hai
Mahkhara hai..
Jo zayka manmaniyon ka hai
Wo kaisa ras bhara hai

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun hazaare gulmohar se
Bhar gayi hai khwahishon ki tehniyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na

Oo.. haan…

Written by:
Amitabh Bhattacharya