sara ali khan etiketine sahip kayıtlar gösteriliyor. Tüm kayıtları göster
sara ali khan etiketine sahip kayıtlar gösteriliyor. Tüm kayıtları göster

16 Eylül 2021 Perşembe

LAG JA GALE LYRICS - KEDARNATH - SUSHANT SINGH RAJPUT - SARA ALI KHAN

lag ja gale Lag Ja Gale Song Detail
Album : Kedarnath - Woh Kaun Thi?
Singer : Lata Mangeshkar
Musician : Madan Mohan
Written by: Raja Mehdi Ali Khan
Starring: Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan

LAG JA GALE LYRICS

Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir is Janam mein
Mulaaqaat Ho Na Ho

Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir is Janam mein
Mulaaqaat Ho Na Ho

Lag Ja Gale he he...

Humko Mili Hain Aaj Yeh
Ghadiyaan Naseeb Se
Jee Bhar Ke Dekh Lijiye
Humkok Qareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein
Yeh raat Ho Na Ho
Shaayad Phir is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho

Lag Ja Gale he he...

Paas Aayiye Ke hum Nahi
Aayenge Baar Baar
Baahain Gale Mein Daal Ke
Hum Ro le zaar zaar
Aankhon Se Phir Yeh Pyaar Ki
Barsaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale he he...

13 Ağustos 2021 Cuma

NAMO NAMO LYRICS - KEDARNATH - SUSHANT SINGH RAJPUT - SARA ALI KHAN

namo namo Namo Namo Song Detail
Album : Kedarnath
Singer : Amit Trivedi
Musician : Amit Trivedi
Written by: Amitabh Bhattacharya
Starring: Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan

Namo Namo Lyrics

Jai ho, Jai ho Shankara (Bholenath Shankara)
Aadi Dev Shankara (Hey Shivay Shankara)
Tere jaap ke bina (Bholenath Shankara)
Chale ye saans kis tarah? (Hey Shivay Shankara)

Mera karm tu hi jaane, kya bura hai kya bhalaa
(Kya bura hai kya bhalaa, kya bura hai kya bhalaa)
Tere raaste pe main to aankh moond ke chalaa
(Aankh moond ke chalaa, aankh moond ke chalaa)
Tere naam ki jot ne, saara har liya tamas mera

Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara

Srishti ke janam se bhi, pehle Tera vaas tha
Ye jag rahe ya naa rahe, rahegi Teri aastha
Kya samay? kya pralay?
Dono mein Teri mahaanta, mahaanta, mahaanta
Seepiyon ki ontt main (Bholenath Shankara)
Motiyan ho jis tarah (Hey Shivay Shankara)
Mere mann mein Shankara (Bholenath Shankara)
Tu basa hai uss tarah (Hey Shivay Shankara)

Mujhe bharam tha jo hai mera, tha nahin kabhi mera
(Tha nahin kabhi mera, tha nahin kabhi mera)
Arth kya nirarth kya, jo bhi hai sabhi Tera
(Jo bhi hai sabhi Tera, jo bhi hai sabhi Tera)
Tere saamne hai jhuka, mere sar pe haath rakh Tera

Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara

Chandrama lalaat pe, Bhasma hai bhujao mein
Vastra baagh chaal ka, hai khada ubao mein
Pyaas kya ho tujhe
Ganga hai teri jatao mein, jatao mein, jatao mein
Dusre ke waaste (Bholenaath sankara)
Tu sadaiv hai jiya (Hey shivay shankara)
Maanga kuch kabhi nahi (Bholenaath sankara)
Tune sirf hai diya (Hey shivay shankara)

Samudra manthan ka tha samay jo aa pada
(Tha samay jo aa pada, tha samay jo aa pada)
Dwand dono lok me vish-amrit pe tha chhida
(Vish-amrit pe tha chhida, vish-amrit pe tha chhida)
Amrit sabhi main baant ke, pyala vish ka tune khud piya

Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara

Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo-Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara

Rudradev hey Maheshvara
Rudradev hey Maheshvara

SWEETHEART LYRICS - KEDARNATH - SUSHANT SINGH RAJPUT - SARA ALI KHAN

sweetheart Sweetheart Song Detail
Album : Kedarnath
Singer : Dev Negi
Musician : Amit Trivedi
Written by: Amitabh Bhattacharya
Starring: Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan

Sweetheart Lyrics

Do nain sitaare hai chand sa mukhda
Kya kehna uska, Afreen
Daawat mein jaise ho shahi tukda
Uske jaisi na koi nazneen

Shahi joda pehan ke
Aayi jo ban-thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Shahi joda pehan ke
Aayi jo ban-thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai

Kaise main kahun shukriya
Uska mujhpe ehsaan hai
Naacheezon ki basti mein wo
Jo banke aayi mehmaan hai
Kaise main kahun shukriya
Uska mujhpe ehsaan hai
Naacheezon ki basti mein wo
Jo banke aayi mehmaan hai

Lagta hai shaadi ghar mein
Uske aane se jaise
Chal ke aayi hai khushkismati
Sari mehfil ki woh jaan bani hai
Kya kehna uska, Afreen!
Muflis ke dil ka armaan bani hai
Uske jaisi na koi nazneen

Shahi joda pehan ke
Aayi jo ban-thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai

Shahi joda pehan ke
Aayi jo ban-thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai
(Wah-wah ji-wah wah kya baat hai)
(Wah-wah ji-wah wah kya baat hai)

QAAFIRANA LYRICS - KEDARNATH - SUSHANT SINGH RAJPUT - SARA ALI KHAN

qaafirana Qaafirana Song Detail
Album : Kedarnath
Singer : Arijit Singh, Nikhita Gandhi
Musician : Amit Trivedi
Written by: Amitabh Bhattacharya
Starring: Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan

Qaafirana Lyrics

Inn waadiyon mein takra chuke hain
Humse musafir yun toh kayi
Dil na lagaya humne kisi se
Qisse sune hain yun toh kayi

Aise tum mile ho
Aise tum mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qaafirana sa hai
Ishq hai ya kya hai
Aise tum mile ho
Aise tum mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qaafirana sa hai
Ishq hai ya kya hai

Khamishiyon mein boli tumhari
Kuch iss tarah goonjti hai
Kaano se mere hote huve wo
Dil ka pata dhoondhti hai
Beswadiyon mein, beswadiyon mein
Jaise mil raha ho koi zaayka

Qaafirana sa hai
Ishq hai ya kya hai
Aise tum mile ho
Aise tum mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qaafirana sa hai
Ishq hai ya kya hai

Godi mein pahadiyon ki
Ujli dopahri guzarna
Haaye haaye tere saath mein, acha lage
Sharmeeli akhiyon se tera
Meri nazrein utaarna
Haaye haaye har baat pe acha lage
Dhalti shaam ne bataya hai
Ki door manzil pe raat hai
Mujhko tasalli hai yeh
Ki hone talak raat hum dono saath hain

Sang chal rahe hain
Sang chal rahe hain
Dhoop ke kinaare chhaaon ki tarah

Qaafirana sa hai
Ishq hai ya kya hai?
Hmm, Aise tum mile ho
Aise tum mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qaafirana sa hai
Ishq hai ya kya hai

JAAN NISAAR LYRICS - KEDARNATH - SUSHANT SINGH RAJPUT - SARA ALI KHAN

jaan nisaar Jaan Nisaar Song Detail
Album : Kedarnath
Singer : Arijit Singh
Musician : Amit Trivedi
Written by: Amitabh Bhattacharya
Starring: Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan

Jaan ’Nisaar (Arijit Version)

Na maaregi deewangi meri, na maaregi awaaregi meri
Ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri
Kyun itna huaa hai tu khafa?
Hai zidd kis baat ki teri?
Ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri

Jaan ‘nisaar hai, jaan ‘nisaar
Tere pyaar pe mere yaar, jaan ‘nisaar hai, hmm

Duniya zamaane se rishte mitaaye hain
Tujhse hi yaari hai humari, ek baar to aa
Maine nibhaya hai, karke dikhaaya hai
Le teri baari, ik vaari tu bhi pyar nibha
Tu bhi pyaar nibha, o yaara

Teri berukhi se hai badi, umar intezaar ki meri
Ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri
Kyun itna huaa hai tu khafa?
Hai zidd kis baat ki teri?
Ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri

Jaan ‘nisaar hai, jaan ‘nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan ‘nisaar hai, jaan ‘nisaar
Tere pyaar pe mere yaar, jaan ‘nisaar hai, hmm