pritam etiketine sahip kayıtlar gösteriliyor. Tüm kayıtları göster
pritam etiketine sahip kayıtlar gösteriliyor. Tüm kayıtları göster

24 Eylül 2025 Çarşamba

BHAR DO JHOLI MERI YA MUHAMMAD - BAJRANGI BHAIJAAN - SALMAN KHAN

Bhar Do Jholi Ya Muhammad
Bhar Do Jholi Ya Muhammad Song Detail
Album : Bajrangi Bhaijaan (2015)
Singer : Adnan Sami & Imran Aziz Mian
Music : Pritam
Lyrics : Kausar Munir
Starring: Salman Khan, Nawazuddin Siddiqui, Harshaali Malhotra, Kareena Kapoor

BHAR DO JHOLI MERI YA MUHAMMAD LYRICS

Tere, darbaar mein
Dil thaam ke, woh aata hai
Jisko tu chaahe, ey Nabi, tu bulaata hai
Tere dar par, sar jhukaaye, mein bhi aaya hu
Jiski bigdi, ae Nabi, chaahe, tu banaata hai..

Bhar do jholi meri, ya Muhammad
Lautkar mein na jaaunga khaali..
Bhar do jholi meri, ya Muhammad
Lautkar mein na jaaunga khaali..
Bhar do jholi meri, ya Muhammad
Lautkar mein na jaaunga khaali..
Bhar do jholi meri, ya Muhammad
Lautkar mein na jaaunga khaali..

Band deedon mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardon ko dil mein..
Band deedon mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardon ko dil mein..

Jab talak tu banade na bijdi
Dar se tere na jaaye sawaali..

Bhar do jholi meri, ya Muhammad
Lautkar mein na jaaunga khaali..
Bhar do jholi meri, ya Muhammad
Lautkar mein na jaaunga khaali..

Bhar do jholi, Aaqa ji
Bhar do jholi, hum sab ki
Bhar do jholi, Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkaar-e-Madina
Lautkar mein na jaaunga khaali..

Khojte, khojte, tujhko dekha
Kya se kya, ya Nabi, ho gaya hu..
Khojte, khojte, tujhko dekha
Kya se kya, ya Nabi, ho gaya hu..

Oo Bekhabar, dar badar, phir raha hu
Mein, yaha se, waha ho gaya hu..
Bekhabar, dar badar, phir raha hu
Mein, yaha se, waha ho gaya hu..

Dede ya Nabi mere, dil ko dilaasa
Aaya hoon door se mein, hoke ruhaansa..
Dede ya Nabi mere, dil ko dilaasa
Aaya hoon door se mein, hoke ruhaansa..

Ho...karde karam Nabi, mujhpe bhi, zarasa
Jab talak tu, Jab talak tu bana de, na dil ki
Dar se tere, na jaaye, sawaali..

Bhar do jholi, meri, ya Muhammad
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..
Bhar do jholi, meri, ya Muhammad
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..

Bhar do jholi meri, Tajdar-e-Madina
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..

Bhar do jholi, meri, ya Muhammad
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..

Jaanta hai, na tu kya hai, dil mein mere
Bin sune, gin raha hai, na tu dhadkane..
Jaanta hai, na tu kya hai, dil mein mere
Bin sune, gin raha hai, na tu dhadkane..

Aah nikli hai, toh chaand tak, jaayegi
Tere taaron se, meri, dua aayegi..
Aah nikli hai, toh chaand tak, jaayegi
Tere taaron se, meri, dua aayegi..

Ae Nabi, haan kabhi, toh Subah aayegi..
Jab talak tu, sunega na, dil ki
Dar se tere, na jaaye, sawaali.. Allah..

Bhar do jholi, meri, ya Muhammad
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..

Ae taras kha, taras, mujhpe Aaqa
Ab lagaa le, tu mujhko bhi, dil se..
Ae taras kha, taras, mujhpe Aaqa
Ab lagaa le, tu mujhko bhi, dil se..

Jab talaq tu, bana de na, bijdi
Dar se tere, na jaaye, sawaali..

Bhar do jholi, meri, ya Muhammad
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..

Bhar do jholi, Aaqa ji
Bhar do jholi, hum sab ki
Bhar do jholi, Nabi ji
Bhar do jholi, meri, Sarkaar-e-Madina
Lautkar mein, na jaaunga, khaali..

Dum dum ali ali, dum ali ali (x7)
Ali ali, dum ali ali (x3)
Ali ali, dum ali ali (x3)
Ali ali, dum ali ali (x3)
Dum dum ali ali, dum ali ali (x3), dum ali
Dum dum ali ali, dum ali ali (x3), dum ali.. Ya Ali

30 Ağustos 2022 Salı

AAJ KI PARTY LYRICS - BAJRANGI BHAIJAAN - SALMAN KHAN - KAREENA KAPOOR KHAN

Aaj Ki Party Aaj Ki Party Song Detail
Album : Bajrangi Bhaijaan
Singer : Mika Singh
Lyrics : Shabbir Ahmed
Music Director : Pritam Chakraborty Starring: Salman Khan, Kareena Kapoor Khan, Nawazuddin Siddiqui, Ali Quli Mirza, Deepti Naval, Najeem Khan

PAARTHEN LYRICS

Aye party, o party
Aye party party party
Aye party, o party
Aye party party party

Hai celebration naacho dhana-dhan
Music bajaao keh do ye sabse..
Hai celebration naacho dhana-dhan
Music bajaao keh do ye sabse..
Aaj ki party meri taraf se
Aaj ki party meri taraf se
Chaand ko bolo utre falak se
Aaj ki party meri taraf se
Chaand ko bolo utre falak se
Aaj ki party meri taraf se

Dum dum dukur dukur..ahaa!
Dum dum dukur dukur..oho!
Dum dum dukur dukur..
Dhing pata pat dhingri popo
Dum dum dukur dukur..ahaa!
Dum dum dukur dukur..oho!
Dum dum dukur dukur..
Dhing pata pat dhingri popo

Machi hai chull
Tod ke rule
Kare wo step ki gire log daayein baayein
Neend bhi gull
Jashn hai full
Naache jamke ke poora floor hill jaaye
Baaz naa aaye..shor machaaye
Party jo na kare usko tata bye
Machi hai chull
Tod ke rule
Kare wo step ki gire log daayein baayein
Neend bhi gull
Jashn hai full
Naache jamke ke poora floor hill jaaye
Baaz naa aaye..shor machaaye
Party jo na kare usko tata bye
Hai invitation milke kare fun
Aao jahaaz mein ya bharke truck se

Aaj ki party meri taraf se
Aaj ki party meri taraf se
Chaand ko bolo utre falak se
Aaj ki party meri taraf se

Dum dum dukur dukur..ahaa!
Dum dum dukur dukur..oho!
Dum dum dukur dukur..
Dhing pata pat dhingri popo
Dum dum dukur dukur..ahaa!
Dum dum dukur dukur..oho!
Dum dum dukur dukur..
Dhing pata pat dhingri popo

Hai celebration naacho dhana-dhan
Music bajaao keh do ye sabse..

Aaj ki party meri taraf se
Aaj ki party meri taraf se
Chaand ko bolo utre falak se
Aaj ki party meri taraf se

Dum dum dukur dukur..ahaa!
Dum dum dukur dukur..oho!
Dum dum dukur dukur..
Dhing pata pat dhingri popo
Dum dum dukur dukur..ahaa!
Dum dum dukur dukur..oho!
Dum dum dukur dukur..
Dhing pata pat dhingri popo.

9 Eylül 2021 Perşembe

GILEHRIYAAN LYRICS - DANGAL - AAMIR KHAN - FATIMA SANA SHAIKH

gilehriyaan Gilehriyaan Song Detail
Singer : Jonita Gandhi
Album : Dangal
Lyricist : Amitabh Bhattacharya
Music : Pritam
Language : Hindi
Music Label : Zee Music Company
Starring: Aamir Khan, Sakshi Tanwar, Fatima Sana Shaikh, Sanya Malhotra, Aparshakti Khurana

GILEHRIYAAN LYRICS

Rang badal badal ke
Kyun chahak rahe hain
Din dupehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Rang badal badal ke
Kyun chahak rahe hain
Din dupehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan

Main jaanu na, jaanu na
Kyun zara sa mausam sirphira hai
Ya mera mood maskhara hai, maskhara hai
Jo zayka manmaniyon ka hai
Wo kaisa ras bhara hai

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun hazaare gulmohar se
Bhar gayi hai khwahishon ki tehniyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na

Ha… hey hey ho…

Ek nayi si dosti aasmaan se ho gayi
Zameen mujhse jal ke
Munh bana ke bole
Tu bigad rahi hai

Zindagi bhi aaj kal
Gintiyon se oob ke
Ganit ke aankdon ke saath
Ik aadha shair padh rahi hai

Main sahi ghalat ke piche
Chhod ke chali kachehriyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan

Main jaanu na, jaanu na
Kyun zara sa mausam sirphira hai
Ya mera mood maskhara hai
Mahkhara hai..
Jo zayka manmaniyon ka hai
Wo kaisa ras bhara hai

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun hazaare gulmohar se
Bhar gayi hai khwahishon ki tehniyaan

Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na
Kyun fudak fudak ke
Dhadkano ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanu na, jaanu na, jaanu na, jaanu na

Oo.. haan…

Written by:
Amitabh Bhattacharya